Kya Se Kya Ho Gaya Lyrics

Kya Se Kya Ho Gaya Lyrics

Kya se kya ho gaya bewafa tere pyar mein Chaha kya, kya mila bewafa tere pyar mein Chalo suhana bharam to toota Jaana ke husn kya hai Ho chalo suhana bharam to toota Jaana ke husn kya hai Kehti hai jisko pyar duniya Kya cheez kya balaa hai Dil ne kya na saha bewafa tere pyar mein Chaha kya, kya mila bewafa tere pyar mein Tere mere dil ke beech ab to Sadiyon ke faasle hain Haan tere mere dil ke beech ab to Sadiyon ke faasle hain Yakeen hoga kise ke hum tum Ik raah sang chale hain Hona hai aur kya bewafa tere pyar mein Kya se kya ho gaya bewafa tere pyar mein. Kya Se Kya Ho Gaya song belongs to the Vijay Anand’s film Guide starring Dev Anand, Waheeda Rehman, Anwar Hussain and Kishore Sahu. Kya Se Kya Ho Gaya Lyrics are penned by Shailendra Singh while this track is sung by Mohammad Rafi.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*