Jiya O Jiya Kuch Bol Do Lyrics

Jiya O Jiya Kuch Bol Do Lyrics

Jiya o, jiya o jiya kuch bol do Arre o dil ka parda khol do Jiya o, jiya o jiya kuch bol do Arre o dil ka parda khol do Jab pyar kisi se hota hai To dard sa dil mein hota hai Tum ek haseen ho laakhon mein Bhala paake tumein koi khota hai Ho jiya o, jiya o jiya kuch bol do Nazron se jitne teer chale Chalne do jigar par jhelenge In pyar ki ujali raahon par Hum jaan ki baazi khelenge In do nainon ke sagar mein Koyi dil ki naiya dubota hai Jiya o, jiya o jiya kuch bol do Arre o dil ka parda khol do Jab pyar kisi se hota hai To dard sa dil mein hota hai Tum ek haseen ho laakhon mein Bhala paake tumein koi khota hai Ho jiya o, jiya o jiya kuch bol do Tum bhi to is aag mein jalte ho Chehre se bayan ho jaata hain Har baat pe aahein bharte ho Har baat pe dil tharrata hai Jab dil pe chhuriyan chalti hain To chain se koi sota hai Jiya o, jiya o jiya kuch bol do Arre o dil ka parda khol do Jab pyar kisi se hota hai To dard sa dil mein hota hai Tum ek haseen ho laakhon mein Bhala paake tumein koi khota hai Ho jiya o, jiya o jiya kuch bol do Arre o dil ka parda khol do Jiya O Jiya Kuch Bol Do Lyrics from the movie Jab Pyar Kisi Se Hota Hai is sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar, its music is composed by Shankar and Jaikishan and lyrics are written by Hasrat Jaipuri.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*