Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics

Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics

Bhabhi kangan khankati hai Aur maa loriyan gaati hai Bhabhi kangan khankati hai Aur maa loriyan gaati hai Madham madham si pawan chale Koyaliya geet sunati hai Bachcha wahan aaj bhi chand ko Chanda mama kehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Bhabhi kangan khankati hai Aur maa loriyan gaati hai Madham madham si pawan chale Koyaliya geet sunati hai Bachcha wahan aaj bhi chand ko Chanda mama kehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Gaanv ka panghat panghat ka paani Bhare gagariya koyi deewani Thandi thandi purwayi mein Meethi meethi khushbu Mat puchho us khushbu mein Hota hai kaisa jaadu Jaadu aisa hota hai ke Har koyi jhoomta rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Bhabhi kangan khankati hai Aur maa loriyan gaati hai Madham madham si pawan chale Koyaliya geet sunati hai Dil mein basa kar gaanv ki mamta Shehar mein aaya main jogi ramta Dil mein basa kar gaanv ki mamta Shehar mein aaya main jogi ramta Sukh dukh saare maan kar Aur unko apnakar Tarah tarah ke naaton se Ghar ban jaata hai sundar Pal pal sachche rishton ka Wahan pyar barasta rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Jis desh mein ganga rehta hai Bhabhi kangan khankati hai Aur maa loriyan gaati hai Madham madham si pawan chale Koyaliya geet sunati hai Bachcha wahan aaj bhi chand ko Chanda mama kehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai Jis desh mein Ganga rehta hai. Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics is title song sung by Abhijeet Bhattacharya and music is given by Anand Raj Anand. Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai song lyrics are written by Dev Kohli, Praveen Bhardwaj.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*