Jaana Lyrics

Jaana Lyrics

Aaja le chalun main Rahun aas paas main Samjhe na kyun yeh Ke tu mera aashna Tujhmein hi ghum main Tera mujhpe ikhtiyar Hai sath tu sunle Leta tera hi main naam Chale jayein hum tere sath aa Tera mera yeh afsana Tu aake bol lafzon ko tol na Dil ki khoj mein Main tujhe hi chaha chaha chaha Hai meri jaana aana wo Dil mein sama ja aaja aana Tu na jaane kab se yeh yaadein barse Na jaane kab se yeh yaadein barse Tryna make you last I’m just stay in facts so Baby forget the rest Mat kar tu behas Jaane jaan bezuban main khada Tere baare likhta main gawaah Dil mein ummeed hai Tab hi main dheet hoon Kaisa nasha hai tera khayal hai Aake tu bol de Hum to ab bhi yahan hain Teri wajah hai khwaab na tod mere Main tujhe hi chaha chaha chaha Hai meri jaana aana wo Dil mein sama ja aaja aana Tu na jaane kab se yeh yaadein barse Na jaane kab se yeh yaadein barse Chale jahan hum behisaab Tera mera yeh afsana Tu aake bol lafzon ko tol na Dil ki khoj mein Main tujhe hi chaha chaha chaha Meri jaana aana woh oh Dil mein sama ja aaja aaja aana Tu na jaane kabse yeh yaadein barse Na jaane kabse yeh yaadein barse. Jaana lyrics – Zaeden : Get lyrics and music video of this song here on LyricsMoj.com

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*