Do Din Ki Jawani Mein Lyrics – Adalat

Do Din Ki Jawani Mein Lyrics – Adalat

Do din ki jawani mein bhi agar Do din ki jawani mein bhi agar Jeene ka maza na liya na liya To phir kya kiya To phir kya kiya To phir kya kiya Zulfon ke haseen saaye mein sanam Har pal ko tu rangeen bana Har pal ko tu rangeen bana Baahon ke jawan ghere mein zara Aa jhoom ke tu aa bhi ja Tu jhoom ke tu aa bhi ja Dil aakhir woh kis kaam hai Dil aakhir woh kis kaam hai Jo kabhi diya na liya na liya To phir kya kiya To phir kya kiya Jeene ko yahan jeete hain sabhi Par woh jeete jee mar gaye Par woh jeete jee mar gaye Jo pyaar kisi se kar na sake Aur duniya se jo dar gaye Aur duniya se jo dar gaye Is pyaar ko duniya zulm kahe Is pyaar ko duniya zulm kahe Kya badon ne woh nahi kiya nahi kiya To phir kya kiya To phir kya kiya To phir kya kiya. Do Din Ki Jawani Mein Lyrics – Adalat : Do Din Ki Jawani Mein lyrics from Adalat is Hindi song sung by Yesudas, music is given by Kalyanji Anandji. Do Din Ki Jawani Mein song lyrics are written by Gulshan Bawra.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*