Bimari Khatam Karne Ka Wazifa

Bimari Khatam Karne Ka Wazifa

Bimari Khatam Karne Ka Wazifa ,” A Negligible allah! Beshak mujhay sakht takleef aa pohanchi hai or too Reham karne walo mein sab se ziyada Reham karne wala hai. (Anbiya 83) Bimari khatam karne ka wazifa. Hazrat Ayub (A.S) ko Allah Ta’la ne ha qism ki naimatein de rakhi thi wo bohat shukar guzar thay Allah ne in ke sabar ko azmane ke liye sab naimatein cheen li. jismani beemario mein mubtala kar diya lekin phir bhi Un ki zaban se na shukri ka 1 lafz bhi na nikla aakhir kar poke takleef had se barh gai to 18 year ki aazmaisho ke baad yeh Dua farmai to Allah ne Dua qabool farmai or doobara Dolat-o-Sehat se nawaza.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*