Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

Bewafa Se Pyaar Kiya Lyrics

Woh honth jo maine choome the Sau jhooth unhi se bolegi Woh honth jo maine choome the Sau jhooth unhi se bolegi Tujhe dekh ke to lagta nahi tha Tu aur kisi ki ho legi Tu dhokha hai yeh sabne kaha Tu dhokha hai yeh sabne kaha Par maine hi inkaar kiya Yeh dard mujhe milna hi tha Maine bewafa se pyaar kiya Maine bewafa se pyaar kiya Maine bewafa se pyaar kiya Tu dhokha hai yeh sabne kaha Par maine hi inkaar kiya Yeh dard mujhe milna hi tha Maine bewafa se pyaar kiya Aisa koyi saal beeta na koyi maheena Dil pe jab judai wali aariyan chali na Aisa koyi saal beeta na koyi maheena Dil pe jab judai wali aariyan chali na Aaya nahi kabhi mujhe Tere bin ek pal jeene Ik baar nahi karna tha jo Haan ik baar nahi karna tha jo Woh jurm-e-wafa sau baar kiya Yeh dard mujhe milna hi tha Maine bewafa se pyaar kiya Maine bewafa se pyaar kiya Maine bewafa se pyaar kiya Tu dhokha hai yeh sabne kaha Par maine hi inkaar kiya Yeh dard mujhe milna hi tha Maine bewafa se pyaar kiya Haye kitne pyare the woh ishq ke irade Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe Haye kitne pyare the woh ishq ke irade Baant lenge ashq saare hum dono aadhe aadhe Tu hi bata kahan gaye Tere sab kasmein vaade Jo toot chuki thi tukdon mein Jo toot chuki thi tukdon mein Us naav pe dariya paar kiya Yeh dard mujhe milna hi tha Maine bewafa se pyaar kiya. Bewafa Se Pyaar Kiya lyrics – Jubin Nautiyal : Get lyrics and music video of this song here on LyricsBell.com

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*