
Aate aate aa gaye Itne dono paas hum Aate aate aa gaye Itne dono paas hum Dheere dheere ban gaye Chahat ka ehsaas hum Aaja ho aaja Haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Ho haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Aate aate aa gaye Itne dono paas hum Dheere dheere ban gaye Chahat ka ehsaas hum Aaja ho aaja Haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Ho haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Gussa tera utna pyara jitna pyara pyar Jeetne ko dil tera hum haare sau sau baar Ho gussa tera utna pyara jitna pyara pyar Jeetne ko dil tera hum haare sau sau baar Kajal se likha maine aankhom mein tera naam Hath pawan ke bheja maine pyar bhara paigam Umar badha dein pyaar ki dekar apni saans hum Likh jayenge pyaar ka ek naya itihaas hum Aaja ho aaja Haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Ho haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Do dilon ke beech mein kyun aaye yeh sansar Lagta hai gori tera aanchal bhi deewar Ho do dilon ke beech mein kyun aaye yeh sansar Lagta hai gori tera aanchal bhi deewar Ho zindagi ka har pal beete karte teri baatein Tu hi rahe samne jab jab kholun aankhein Bante bante ban gaye ik dooje ki aas hum Haan ik dooje pe karne lage Rab jitna vishwas hum Aaja ho aaja Haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Ho haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Aate aate aa gaye Itne dono paas hum Dheere dheere ban gaye Chahat ka ehsaas hum Aaja ho aaja Haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana Ho haye re sama kitna suhana Dil yeh gaaye pyaar ka tarana. Haye Re Sama Kitna Suhana Lyrics – Aakhri Baazi : Haye Re Sama Kitna Suhana lyrics from Aakhri Baazi is Hindi song sung by Amit Kumar, Suresh Wadkar, Sadhna Sargam. Haye Re Sama Kitna Suhana song lyrics.
Comments