
Mera jaanam, mera saajan Mera saajan, mera baalam Mera baalam, mera majnu Mera majnu, mera raanjha Jaanu Tu mera jaanu hai, tu mera dilbar hai Tu mera jaanu hai, tu mera dilbar hai Meri prem kahani ka tu hero hai Par premgranth ke pannon par Apni taqdeer to zero hai ho x (2) Dil walon mein na koyi ameer hota hai Na gareeb hota hai Kisi kisi ko yeh pyar naseeb hota hai Kisi kisi ko yeh pyar naseeb hota hai Dil ki duniya se yeh duniya door hoti hai Dil kareeb hota hai Koyi koyi aisa khush-naseeb hota hai Koyi koyi aisa khush-naseeb hota hai Teri baatein tu hi jaane Main to bas itna jaanun Jaanu, jaanu, jaanu Tu mera jaanu hai, tu mera dilbar hai Meri prem kahani ka tu hero hai Par premgranth ke pannon par Apni taqdeer to zero hai ho Premi ke hathon mein premlakeer hoti hai Tehreer hoti hai Nahi nahi aankhon mein tasveer hoti hai Pyar woh karte hai jinki taqdeer hoti hai Jagir hoti hai Kuchh bhi ho lekin Ranjhe ki Heer hoti hai Kuchh bhi ho lekin Ranjhe ki Heer hoti hai Yeh sab kisse hain purane Main to bas itna jaanun Ke premgranth ke pannon par Apni taqdeer to zero hai ho Ke premgranth ke pannon par Tu mera hero hai Itna kaafi hai tu mujhe Pyar karta hai, ikrar karta hai Yaad tujhe ek pal mein Dil sau baar karta hai Dekhein kaun judaa humko Dildar karta hai, inkar karta hai Pyar kahan logon ka intezar karta hai Teri baatein tu hi jaane Main to bas itna jaanun Jaanu, jaanu, jaanu, jaanu Jaanu, jaanu, jaanu, jaanu Main tera jaanu hoon, tu meri dilbar hai Main tera jaanu hoon, tu meri dilbar hai Par premgranth ke pannon par Tu mera hero hai ho Main tera jaanu hoon, tu meri dilbar hai x (3). Tu Mera Hero Hai Lyrics – Hero : Tu Mera Hero Hai lyrics of Hero sung by Anuradha Paudwal and Manhar Udhas, lyrics written by Anand Bakshi and composed by Laxmikant and Pyarelal
Comments