Tu Kya Jane O Bewafa Lyrics – Haath Ki Safai

Tu Kya Jane O Bewafa Lyrics – Haath Ki Safai

Tu kya jaane wafa o bewafa o bewafa Pyaar karna tere bas ki baat nahi Pyaar karna tere bas ki baat nahi Kisi pe marna tere bas ki baat nahi O bewafa o bewafa Yaar woh kaise hain Jo pyaar bechte hain Oh yaar woh kaise hain Jo pyaar bechte hain Jeena kya unka jo yaar bechte hain Hum usi ko dil kahenge Pyaar jismein basa Pyaar hi to zindagi hai Pyaar hi hai nasha Tu kya jaane wafa o bewafa o bewafa Teri jafa mujko is mehfil mein laayi Teri jafa mujko is mehfil mein laayi Tere hi jaise yahan sab hain harjayi Gham nahi hai iska mujko Gham hai is baat ka Jisko maine apna samjha Usne hi loota Tu kya jaane wafa o bewafa o bewafa Pyaar karna tere bas ki baat nahi Kisi pe marna tere bas ki baat nahi O bewafa o bewafa O bewafa o bewafa. Tu Kya Jane O Bewafa Lyrics – Haath Ki Safai : Tu Kya Jane O Bewafa lyrics from Haath Ki Safai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Tu Kya Jane O Bewafa song lyrics are written by Gulshan Bawra.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*