Shukriya Lyrics – Chatrapathi

Shukriya Lyrics – Chatrapathi

Sona sona Dil ka kona kona hua Jo hua tere rubaru Jo na hona tha Woh jaane kyun ho gaya Ho gaya jahan tu bhari Tu mili to laga khamkha bewajah Dil mera yunhi dhadka kiya Shukriya tahe dil se shukriya Haan toone dil chhua hai Dil ne ki dua hai tera shukriya Aaj hi haan mile aaj hi Aaj hi tumhi se pyaar ho gaya Aakhri haan meri tu aakhri Saans pe bhi naam hai likha tera Aur hai pyaar kya Bas yahi hai pata Pyaar mein jo mita woh jiya Shukriya tahe dil se shukriya Haan toone dil chhua hai Dil ne ki dua hai tera shukriya Samne aaj hai samne Samne hain mere jannatein meri Thaam le tu agar jo thaam le Hath mein ho saare mannatein meri Aasmaan yeh mera razdaan ban gaya Naam to tera labon ne le liya Shukriya tahe dil se shukriya Haan toone dil chhua hai Dil ne ki dua hai tera shukriya Tera shukriya hai dil se shukriya Dil ne ki dua hai tera shukriya hai Tera shukriya. Shukriya lyrics – Chatrapathi : Get lyrics and music video of this song here on LyricsBell.com

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*