Sapnon Mein Aana Lyrics

Sapnon Mein Aana Lyrics

Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Jee chahta hai na yeh neend toote Aankhon se ab to na sapna yeh roothe Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Main chor hoon tum chand gagan ke Kaise hoga apna milan yeh Main chor hoon tum chand gagan ke Kaise hoga apna milan yeh Ke tum ho ujala andheron ne pala Jatan se mujhe lagan se mujhe Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Pehla yeh ehsaas hai mera Koyi to mere paas hai mera Pehla yeh ehsaas hai mera Koyi to mere paas hai mera Agar hai yeh sapna jo lagta hai apna Ke tum paas ho to sach kash ho Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Chor socha to ghabraya Chand zameen par kaise aaya Chor socha to ghabraya Chand zameen par kaise aaya Yeh kya ho gaya hai jo lagne laga hai Ke hum tum kabhi na the ajnabi Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Jee chahta hai na yeh neend toote Aankhon se ab to na sapna yeh roothe Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana Sapnon mein aana dil mein samana Pyaar kya hai mujhe tum batana. Sapnon Mein Aana Lyrics from Chor Aur Chaand is Hindi song sung by Anuradha Paudwal, S P Balasubrahmanyam and music is given by Nikhil and Vinay. Sapnon Mein Aana song lyrics are written by Yogesh Gaud.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*