Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics

Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics

Kaun disa mein leke chala re batohiya Kaun disa mein leke chala re batohiya Kaun disa mein leke chala re batohiya Hey thehar thehar yeh suhani si dagar Zara dekhan de dekhan de Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar Gaadi haakan de haakan de Kaun disa mein leke chala re batohiya Kaun disa mein Pehli baar hum nikle hain ghar se Kisi anjane ke sang ho Anjane se pehchan badhegi to Mehak uthega tohra ang ho Mehak se tu kahin behak na jaana Mehak se tu kahin behak na jaana Na karna mohe tang ho Tang karne ka tohse nata hai gujariya Tang karne ka tohse nata hai gujariya Hey thehar thehar yeh suhani si dagar Zara dekhan de dekhan de Kaun disa mein leke chala re batohiya Kaun disa mein Kitni door abhi kitni door hai Aye chandan tohra gaanv ho Kitna apna lagne lage jab Koyi bulaye leke naam ho Naam na lein to kya kehke bulayein Naam na lein to kya kehke bulayein Kaise chalayein kaam ho Sathi mitwa ya anadi kaho goriya Sathi mitwa ya anadi kaho goriya Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar Gaadi haakan de haakan de Kaun disa mein leke chala re batohiya Kaun disa mein Aye Gunja us din tohri sakhiyan Karti thi kya baat ho Kehti thi tohre saath chalan koson Aa gaye hum tohre sath ho Saath adhura tab tak jab tak Saath adhura tab tak jab tak Poore na hon phere saat ho Abahin to hamri hai baali re umariya Abahin to hamri re baali hai umariya Hey thehar thehar yeh suhani si dagar Zara dekhan de dekhan de Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya Mann bharmaye naina bandhe yeh dagariya Kahin gaye jo thehar din jayega ghuzar Gaadi haakan de dekhan de Man bharmaye naina bandhe yeh dagariya Man bharmaye. Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya Lyrics from Nadiya Ke Paar is Hindi song sung by Hemlata, Jaspal Singh and music is given by Ravindra Jain. Kaun Disa Mein Leke Chala Re Batohiya song lyrics are written by Ravindra Jain.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*