
Kahin na ja aaj kahin mat ja Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Kahin na ja aaj kahin mat ja Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Yeh jo bas mein kadam nahin tere Main sanvaaroongi tu aa sang tere Tere dil ki manzil hai yahaan Ho.. Yeh jo bas mein kadam nahin tere Main sanvaaroongi tu aa sang tere Tere dil ki manzil hai yahaan Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Meri raahon ka diya teri aankhein Mere gham ki dawa teri baatein To phir aur jaana hai kahaan Aa… Meri raahon ka diya teri aankhein Mere gham ki dawa teri baatein To phir aur jaana hai kahaan Kahin na ja aaj kahin mat ja Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Uljhan teri main sab jaanoon Tujhe teri tarah pehchanoon Jo main hoon to gham kyon jaan-e-jaan Ho.. Jab dil hua jab tera deewana Thokar mein hai sara zamana Mera kya karega yeh jahaan Jaan-e-wafaa sach hai kisko pataa Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Kahin na ja aaj kahin mat ja Phir mile na mile Yeh pal yeh samaa Baahon mein aaja Baahon mein aaja Baahon mein aaja. Kahin Na Ja Aaj Kahin Mat Ja song belongs to the Bhappi Sonie’s film Bade Dilwala starring Rishi Kapoor, Tina Munim, Sarika and Aruna Irani. Kahin Na Ja Aaj Kahin Mat Ja Lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri while this track is sung by Lata Mangeshkar and Kishore Kumar.
Comments