Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics

Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics

Rok sake na raah hamari Duniya ki deewar Sath jiyenge sath marenge Amar hamara pyar Jeevan mein piya tera saath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Hathon mein tere mera hath rahe Hathon mein tere mera hath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Singaar bhara piya pyar tera Singaar bhara piya pyar tera Jankaar kare ho mere kangna mein Jankaar kare ho mere kangna mein Lagi jabse lagan mere man mein sajan Lagi jabse lagan mere man mein sajan Shehnai baje hai mare angna mein Shehnai baje hai mare angna mein Sargam ki sada ho ji ho ho ho Sargam ki sada barsaat rahe Sargam ki sada barsaat rahe Hathon mein tere mera hath rahe Hathon mein tere mera hath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Jab tak suraj chanda chamke Ganga Jamuna mein bahe paani Jab tak suraj chanda chamke Ganga Jamuna mein bahe paani Rahe tab tak preet amar apni Rahe tab tak preet amar apni Hai yeh janam janam ki deewani Hai yeh janam janam ki deewani Ho rani yaad milan ho ji ho Rani yaad milan ki yeh raat rahe Piya yaad milan ki yeh raat rahe Hathon mein tere mera hath rahe Hathon mein tere mera hath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe Jeevan mein piya tera saath rahe. Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics from Goonj Uthi Shehnai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and music is given by Vasant Desai. Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe song lyrics are written by Bharat Vyas.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*