Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics

Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics

Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai Shokh adayein mast nigahein Pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai Roop ki rani chehra noorani Maar gayi mujhe teri chadhti jawani Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Ho saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah Saansein teri mehakti hain phoolon ki tarah Kamar teri lachakti hai jhoolon ki tarah Arre tu kamaal hai bemisaal hai Mast mast hirni jaisi teri chaal hai Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Hey jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai Arre shokh adayein mast nigahein Arre pyaar bhare dil mein kayi tufan uthayein Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Naram naram honth tere jab kabhi khulein Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein Naram naram honth tere jab kabhi khulein Aisa lage chehakne lagi hon bulbulein Meri gulbadan uff yeh baankpan Loot liya loot liya toone jaaneman Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai Arre tere jaisi aur yahan koyi nahi hai Roop ki rani chehra noorani Maar gayi mujhe teri chadhti jawani Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai Jhoom ke dekhe tu jise khushnaseeb hai Khushnaseeb woh hai jo tere kareeb hai Arre muskura zara paas aa zara Badhane lagi dil ki lagi de dawa zara Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Arre jaane jigar duniya mein tu sabse haseen hai Tere jaisi aur yahan koyi nahi hai hey hey Roop ki rani chehra noorani Maar gayi mujhe teri chadhti jawani Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana Tera to mein hoon deewana. Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai Lyrics from Pukar is Hindi song sung by Kishore Kumar, R. D. Burman and music is given by R. D. Burman. Jaane Jigar Duniya Mein Tu Sabse Haseen Hai song lyrics are written by Gulshan Bawra.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*