
Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum Zinda hua tu phir se hum mein Mar gaye hum Duniya se aaj uth jayega Dushman tera mere dost Mere dost mere dost Teri kasam teri kasam Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum Zinda hua tu phir se hum mein Mar gaye hum Duniya se aaj uth jayega Dushman tera mere dost Mere dost mere dost Teri kasam teri kasam Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum Abhi dekhni thi tujhko Duniya ki har bahaar Tu chal diya abhi se Humein karke bekarar Jab tak na teri maut ka Badla chukayenge Dushman to kya hai khud ko Maaf kar na payenge Duniya se aaj uth jayega Dushman tera mere dost Mere dost mere dost Teri kasam teri kasam Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum Dil banke dhadkati hain Seene mein teri yaad Har saans ban gayi hai Teri yaad mein fariyad Tu chup hua to kya hua Jawab denge hum Tere khoon ke har katre ka Hisaab lenge hum Duniya se aaj uth jayega Dushman tera mere dost Mere dost mere dost Teri kasam teri kasam Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum Zinda hua tu phir se hum mein Mar gaye hum Duniya se aaj uth jayega Dushman tera mere dost Mere dost mere dost Teri kasam teri kasam Jaan ki yeh baazi Aakhiri baazi khelenge hum. Jaan Ki Yeh Baazi Lyrics – Aakhri Baazi : Jaan Ki Yeh Baazi lyrics from Aakhri Baazi is Hindi song sung by Amit Kumar, music is given by Anu Malik. Jaan Ki Yeh Baazi song lyrics are written by Indeevar.
Comments