
Haaye sharmaun Haaye sharmaun Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan Baalma ki zalima ki Haaye teen nishaniyan Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan Pehli nishani Main hoon jiski diwani Pehli nishani Main hoon jiski diwani Rut jaisi tufani Aisi uski jawani Rut jaisi tufani Aisi uski jawani mastani Uske aage pheeki laage Haaye sabaki jawaniyan Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan Kurta hai neela Rang pagdi ka peela Kurta hai neela Rang pagdi ka peela Roop uska kateela Aisa hai woh chhabeela Roop uska kateela Aisa hai woh chhabeela rangeela Chaal sharabi rang gulabi Te akhan mastaniyan Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan Aankhon ko meeche Dekho saanson ko kheenche Aankhon ko meeche Dekho saanson ko kheenche Wahan peepal ke neeche Mele mein sabse peechhe Wahan peepal ke neeche Mele mein sabse peechhe Khada hai Neend udaye chain churaye Te kare beimaniyan Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan Baalma ki zalima ki Haaye teen nishaniyan Haaye sharmaun kis kis ko bataun Aise kaise main sunaun sabko Apni prem kahaniyan Apni prem kahaniyan. Apni Prem Kahaniyan Lyrics – Mera Gaon Mera Desh : Apni Prem Kahaniyan lyrics from Mera Gaon Mera Desh is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Apni Prem Kahaniyan song lyrics are written by Anand Bakshi.
Comments