Ae Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics

Ae Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics

Ae phoolon ki rani baharon ki malika Tera muskurana gazab ho gaya Ae phoolon ki rani baharon ki malika Tera muskurana gazab ho gaya Na dil hosh mein hai Na hum hosh mein hain Najar ka milana gazab ho gaya Tere honth kya hain gulabi kanwal hain Yeh do pattiyan pyar ki ik ghazal hain Woh nazuk labon se mohabbat ki baatein Hami ko sunana gazab ho gaya Ae phoolon ki rani baharon ki malika Tera muskurana gazab ho gaya Kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakna Kabhi raaston par behakna machalna Yeh palkon ki chilman utha kar girana Gira kar uthana gazab ho gaya Ae phoolon ki ra. . Ae Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika Lyrics from Arzoo is Hindi song in the voice of Mohammed Rafi. Ae Phoolon Ki Rani Baharon Ki Malika song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its tune is made by Shankar Jaikishan.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*