Achcha Hota Lyrics

Achcha Hota Lyrics

Dooriyon ka mausam saha nahi jata Tumhare bina ab raha nahi jata Mohabbat rog ban jaaye to Use bhulna achcha Mohabbat rog ban jaaye to Use bhulna achcha Magar yeh mumkin nahi Haan magar yeh mumkin nahi Agar mumkin hota to achcha hota Agar mumkin hota to achcha hota Hum to samjhe the hum bhool gaye Hum bhool gaye the unko Hum to samjhe the hum bhool gaye Hum bhool gaye the unko Magar yeh mumkin nahi Haan magar yeh mumkin nahi Agar mumkin hota to achcha hota Agar mumkin hota to achcha hota Unse kehna hai tum bewafa ho Tum bewafa ho yaara Unse kehna hai tum bewafa ho Tum bewafa ho yaara Magar yeh mumkin nahi Haan magar yeh mumkin nahi Agar mumkin hota to achcha hota Agar mumkin hota to achcha hota Humne socha tha hum bhi karenge Hum bhi karenge bewafayi Humne socha tha hum bhi karenge Hum bhi karenge bewafayi Magar yeh mumkin nahi Haan magar yeh mumkin nahi Agar mumkin hota to achcha hota Agar mumkin hota to achcha hota. Achcha Hota lyrics – Mohammad Faiz : Get lyrics and music video of this song here on LyricsMoj.com

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*